.
.

Love Story Darwaja Kholta Hi, Hindi English Love Story, Real Romantic Love Story


Ek person office me daer raat tak kaam karna k baad thaka hara ghar pahucha, darwaja kholta hi usna daekha ki uska chota sa baeta sona ki bajaya uska intazar kar raha ha.  Ander gushta hi baeta ne putcha  “Papa, kya me apse ek question  kar sakta hu?” ha-ha putcho baeta, kya putcha ha?” pita ne kaha. Baeta- “Papa aap ek ghanta me kitna kaam kar laeta ha?”, issa tumhara kya laena daena..tum aesha bakar k sawal kuy kar raha ho? Pita ne thora naraz hokar uttar diya.  Baeta- “ Me bas u hi janana chahta hu.  Please batayiya ki aap ek ghanta me kitna kamata ha.”? Pita ne gusha se uski taraf daekhta huwa kaha, nahi batunga, tum jakar so jawo, yah sunkar baeta dukhi ho gaya aur wah apna kamra me chala gaya. Wayakti abhi bhi gusha me tha aur soach raha tha ki ankhir uska baeta ne aisa question kuy kiya…..per ek ghanta beetna k baad wah thora shant huwa, phir wah uth kar baeta k kamra me gaya aur bola, “ kya tum so raha ho?”  nahi jawab aya, “ me soach raha tha ki sayad maena tumha baekar me hi data…...Darashal din bhar k kaam se me bahut thak gaya tha, “ Person ne kaha, sorry baeta… Me ek ghanta me 100 Ruya kama laeta hu…thank U papa,” Baeta ne khusi se bola aur taeji se uthkar apni almari ki taraf gaya, waha se usne apne gulak tora aur dhaer sara sika nikala aur dhera dhera unha ginna laga..” Papa maera pas 100 rupya ha..kya me apse apka ek ghanta khareed sakta hu.? Please aap ya paise le lejiya aur kal ghar jaldi aa jaya, Me apka santh baethkar khana khwunga,…


Dosto, is taej raftaar jeewan me hum kaiyi baar khud ko itna wayast kar laeta ha ki un logo k liya samay hi nahi nikal pata ha jo humar jeewan me sabse jayda ahmiyat rakhta ha.. isliya huma dhayan rakhna hoga ki is aapa dhapi bhari jindagi me bhi hum apne parents, jeewansathi, baacho aur abhinaya mitro k liya samay nikala, warna ek din hama ahsas hoga ki humne choti-moti cheeja pana k liya kutch bahut bara kho diya….